Thursday 4 December 2014

NAZAR UTARNA AAYATE SHIFA SE 3

hazrat shaikh abul qasim rahmatullah alayh ne
Sirat me byaan kiya hain ki
ek baar ek larhka sakht bimar huva ki marnay k
kareeb ho gaya tha to ek roz
mainay nabi e akram sallallahu alayhi w aalayhi w
sallam ko khwab me dekha
ki aap sallallahu alayhi w aalayhi wa sallam ne
farma rahay hain ki Tu
aayaat e shifa se abtak kyu gafil raha?[matlab en
aayaat k zariye elaj kyu
nahi kiya?]
AAYAAT AS-SHIFA YE HAIN....
ﻭَﻳَﺸْﻒِ ﺻُﺪُﻭﺭَ ﻗَﻮْﻡٍ ﻣُّﺆْﻣِﻨِﻴﻦَ
wa yashfi sudoora qawmin mumineena
(at-Tawba, 9:14)
ﻳَﺎ ﺃَﻳُّﻬَﺎ ﺍﻟﻨَّﺎﺱُ ﻗَﺪْ ﺟَﺎﺀﺗْﻜُﻢ ﻣَّﻮْﻋِﻈَﺔٌ ﻣِّﻦ ﺭَّﺑِّﻜُﻢْ ﻭَﺷِﻔَﺎﺀ
ﻟِّﻤَﺎ ﻓِﻲ ﺍﻟﺼُّﺪُﻭﺭِ ﻭَﻫُﺪًﻯ ﻭَﺭَﺣْﻤَﺔٌ ﻟِّﻠْﻤُﺆْﻣِﻨِﻴﻦَ
Yaa ayyuha an-naasu qad ja’atkum maw`izhatun
min rabbikum wa shifaun limaa
fee as-sudoori wa hudan wa rahmatun lil-
mumineen. (Yunus, 10:57)
َﻳﺨْﺮُﺝُ ﻣِﻦ ﺑُﻄُﻮﻧِﻬَﺎ ﺷَﺮَﺍﺏٌ ﻣُّﺨْﺘَﻠِﻒٌ ﺃَﻟْﻮَﺍﻧُﻪُ ﻓِﻴﻪِ ﺷِﻔَﺎﺀ
ﻟِﻠﻨَّﺎﺱِ
yakhruju min butooniha sharaabun mukhtalifun
alwaanuhu feehi shifaun
lin-naas
 (an-Nahl, 16:69)
ﻭَﻧُﻨَﺰِّﻝُ ﻣِﻦَ ﺍﻟْﻘُﺮْﺁﻥِ ﻣَﺎ ﻫُﻮَ ﺷِﻔَﺎﺀ ﻭَﺭَﺣْﻤَﺔٌ ﻟِّﻠْﻤُﺆْﻣِﻨِﻴﻦَ
Wa nunazzilu mina al-qurani ma huwa shifaun wa
rahmatun
lil-mumineen(an-Najm, 17:82)
ﻭَﺇِﺫَﺍ ﻣَﺮِﺿْﺖُ ﻓَﻬُﻮَ ﻳَﺸْﻔِﻴﻦِ
Wa idha maridtu fahuwa yashfeeni
(ash-Shu`ara, 26:80)
ﻗُﻞْ ﻫُﻮَ ﻟِﻠَّﺬِﻳﻦَ ﺁﻣَﻨُﻮﺍ ﻫُﺪًﻯ ﻭَﺷِﻔَﺎﺀ
qul huwa lil-ladheena amanoo hudan wa shifaun
(al-Fussilat, 41:44)
*ES AYAAT SE ELAJ KA TAREEQA YE HAIN KI
BISMILLAH W SURAH E FATEHA SHARIF
PARH KAR 21 BAR YE AAYAT E SHIFA SHARIF
PARHA JAEN AUR PANI PE DAM KARKAY
NAZR E BUD K MARIZ KO PILAYA JAEN AUR
SUB'AH SHAM 3-3 BAR AAYAT E SHIFA
PARH KAR MARIZ PE DAM KIYA JAEN.11 DIN K
AMAL SE ASAR ZAEL HO JAEGA.AUR EN
BISMILLAH W SUURE FATEHA SHARIF K SATH
AAYAT SHIFA CHINI KI RAKAABI PE LIKH
KAR 3 WAQT PANI SE DHO KAR PILAYI BHI JA
SAKTI HAIN,ESSAY BHI 11 YA 21 DIN
KAR SAKTAY HAIN.
*AUR YE AAYAT E SHIFA HAR MARZ CHAHAY
CHOTA YA BARHA KOI BHI LA ELAJ MARZ
KA ELAJ HAIN UPAR LIKHI KISI BHI TARKEEB SE
ELAJ KIYA JAEN,INSHALLAH HAR
MARZ SE SHIFA HASIL HOGI